Monday 29 August 2011




Jab koi geet na likh paya
to aapki khubsurti ki tarif mai ye likh dala.....
ki tum chand hai,
tu bizalihai,
tu roshni hai....
Hai kisne tumhe etni fursat se banaya
Kisne hai apna so saal gawaya
Ye mere khuda wo apsara kon hai
Aakhir kon hai wo..????


Khusbu se mahkata uska jisam
Aankho ki baat hi juda hai
Bana jati hume kyu diwana,
Ye mere khuda wo pari kon hai...
Aakhir kon hai wo..???

Baate mai uski etni mithaas

Kya lagti hai wo jhakaas,
Ye mere khuda tu hi bata kon hai
Jis pe "sameer saawan" ka dil aaya hai...
Aakhir kon hai wo..????

SaMeEr






Kaise Likhu Mai Kavita.......

Kaise likhu mai kavita 
Yahaa shabdo ka bazaar band hai...
Mang leta mai kisi kuch lafz
Par jo bhi tha dost mera wo ab nahi hai
Kisi ko kisi pe bahrosha nahi hai..
Es tarah logo ke vichaar badle hai
Sach ki yahaan koi kimat nahi hai
Jhuth ki aawaz etni buland hai...
Dosto dusre ke liye nahi to apne liye kuch kar
Warna dukh ke siwa kuch na hath lagega...
Kon kiske liye duwa mange dost
Yahaa har koi jaruratmand hai.........



Tera Nasha

Jab se chada tera suroor mujhpar
Main Diwana Kuch Jayada hone laga
Aazkal kuch jayda sajne sawarne laga...
Kuch jayada hi fashion karne laga
Ek tere pyar ki kahtir ye karne laga
Pahle jo tha dil ko sukun mil jata tha
Par teri aadawo na jina behaal kar diya
Pathar dil ye mera mom banane laga
Aapki pyari-pyari baaton mai khone laga
Jab se chada aapka suroor mujhpar
Pathar di mom banane laga
Sanam aapki baaton pe zara bhi nahi hai aaitraaz mujhe
Aap bas hamari ho etna hi janta hu
Jab se chada aapka suroor.....

SaMeEr









 

Friday 26 August 2011

Hum tumhe kitna chahte hai ye bataye kaise
Hum tum par marte hai bataye  kaise
Ye dil ka mamla hai 
Tum samjhati kyu nahi....
Tum pyar karti ho mujhe to etna gahbrati kyu ho.....
Kyu nahi samjhti meri chahat ko
Meri mohabbat ko
Es uljahn ko suljahyu kaise 
Kaise kahe kya ho gaya hume ye sanam
Jab se dekha hai tera cahand se chehra..
Dil mera baichan rahta hai shamo-sahar
Hum tume chahte hai bataye kaise ye sanam.....










Wednesday 17 August 2011

Marte Dam Tak Chaunga
Mohabbat Kiya Hai To Nibhaunga
Chahe Aaye Kitni Bhi Paresaniya
Aage Kadan Badhaunga

Dusmano Ko Jalaunaga
Dekhte Rah Jayege Sab Yuhi
Yu Hi Barabad Ho Jayege
Pyar Kiya Hai Pyar Karenge

Khusi Se Jiyenge Shan Se Rahege
Kya Fikar Hai Hume
Marenge Ek Duze Ki Baahon Main
Es Jahaa Mai Kitna Maza Hai
Unko Kya Pata Jisne Pyar Na Kiya

Kya Shama Hai Suhana
Es Duniya Ko Banane Wale
Apka Laakha Sukriya